Tuesday 16 August 2016

How To Root Android Mobile Ko Root Kaise Kare Without PC In Hindi

  1. How To Root Mobile Without Pc
  2. ROOT KYA HOTA HAI ?
  3. Root ek tarah ka permission hota hai root folder explore karne ke liye agar main simple words mein kahu to root karne ke baad aap system files mein changing easily kr sakte ho
  4. ADVANTAGE OF ROOT:
  5. • Aapke phone ki speed increase ho jati hai
  6. • Aapke mobile ki battrey life bhi increase ho jati hai
  7. • Root karne ke baad aap kisi bhi app ko apne phone mein chla sakte ho jo root permission mangta hai
  8. • Root karne ke baad aap chahe to apne phone ki identity bhi chupa sakte ho
  9. • Root karne ke baad aap chahe to un apps ko bhi uninstall kr sakte ho jo pehle se mobile mein install hoke aaye hai
  10. DISADVANTAGE OF ROOT:
  11. • Sabse bada root karne ka disadvantage hota hai ki aapke mobile ki warranty khatam ho jati hai
  12. • Bohot sare aise apps bhi jo rooted mobiles mein support nahi karte
  13. • Agar aapka phone root hai to aap apne mobile ko OTA process se update nahi kr sakte aapko update karne ke liye ZIP file ka use karna padega
  14. DO THIS STEP BEFOR ROOTING:
  15. • Sure ho jaye ki aapke phone mein battrey at least 60% hai
  16. • Agar aape apne phone mein unknown sources nahi allow kr rakha to allow karde iske liye aap Settings mein jaye>> Security pe click kare>> Unkown sources pe click karde
  17. • Apne phone ke important files ka backup banake kahi save karle kyuki kabhi-kabhi root ke dauran format hone ke chances hote hai
  18. ROOT YOUR MOBILE WITHOUT PC: FRAMAROOT:
  19. 1) Iss app se aap apne phone ko ek click mein root kr sakte ho or yeh app rooting ke liye bhi achcha hai lekin yeh app har mobile ko root nahi kr sakta yeh sirf selected mobile ko hi root karta hai agar aap janana chahte hai ki yeh app aapke mobile mein support karega ya nahi uske liya yaha click kare==>

No comments:

Post a Comment